62 saal pahle ke bharat ki bhi tasveerein dekh lein. aise kai naunihalon ki mil jayengi, jinke tan per kapada tak nahi tha. kam se kam aaj ke daur mein kapde to hain. aaj ke bharat mein aadiwasiyon ko bhi kapde naseeb ho rahe hain. aaj se 62 saal pahle roads nahi thi, infrastructure nahi tha, 40 lakh ki aabadi se sau karod se bhi jyada aabadi ke bawjood humein bahut kuch mila.living standard ho ya fir infrasructure, science technology, education, sabhi jagah. yeh jaroor hai ki abhi bhi kafi gunjaish hai, lekin tarakkiyon ko najarandaaj nahi kiya ja sakta. kosane ki bajai gambbheerta se is per vichaar karein.
3 टिप्पणियां:

बहूत अच्छी रचना. कृपया मेरे ब्लॉग पैर पधारे
nahut achhi pic hai.
एक टिप्पणी भेजें